मन शरीर का बटुवा है!
इसमें चार खाने है!
पहला आज की बातों से घिरा है!
दूसरा बीते हुए कल की बातों में उलझा है!
तीसरा आने वाले के खयालो में बुझा है!
चौथा शायद मर सा गया है!
Mera Man Ek Batauwa!
Man sharir ka batuwa hai!
Isme char khane hai!
Pehla aaj ki baton se ghira hai!
Dusra beete hue kal ki baaton mein uljha hai!
Teesra aane wal ki khayalo mein bhuja hai!
Choutha shayad mar sa gaya hai!
3 comments:
Accha hai. Tum apne is मन main ek aur khana bana lo , jisme kushiyon, swapna, aur ummedon k liye jagah ho.. :) Nice thoght..!
comment karne ke liye thank you...
Post a Comment